Helps In Hindi

  • Blog
  • Blogging
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Mobile Tips
  • Skip to content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer

Youtube Video Mobile Me Kaise Download Kare

Posted By: Mangal Gupta In: Android Apps, Youtube Last Updated: Dec 23, 2018

Youtube Se Video Download Karne Ka Tarika In Hindi : Agar aap bhi youtube video ko mobile me download nahi kar pa rahe hai. To ab aap ko tension lene ki koe jarurat nahi hai. Kyu ki aaj hum log Youtube Video Mobile Me Kaise Download Kare janne wale hai. Balki kewal youtube hi nahi youtube ke alawa bhi. Jaise Facebook, Vimeo, Instagram, Dailymotion se videos kaise download kaise janne wale hai. Ish se pahle bhi mai aap ko yah bata chukka hu ki. Bina Kisi Software Ke Youtube Videos Kaise Download Kare. App ko yah article jarur padhna chahiye.

Youtube Video Mobile Me Kaise Download Kare

Ish article me mai aap ko Vidmate App ke dwara. Mobile me youtube, Facebook, Vimeo, Instagram, Dailymotion videos kaise download kare batane wala hu. Vidmate ek free me bahut hi accha app hai. Jise ke dwara aap viedo aur songs bahut hi aasani se download kar shakte hai. Ish ke liye aap ko kuch bhi paise karch karne ki jarurat nahi hai.

Vidmate App smartphones ke saath saath PC ke liye bhi available hai. Jis ke dwara aap apne windows computer me bhi video aur audio fast download kar shakte hai.

Ish article me mai aap ko Vidmate APK file bhi share karuga. Taki aap aasani se Vidmate App ko apne smartphone me install kar shake. Kyu ki aksar maine bahut logo ko dekha hai. Jab wo Google Play Store me Vidmate likh kar search karte hai. To un ko Vidmate ka official vidmate apps nahi mil pata hai.

Also Read : 100% Confirm Tatkal Ticket Book Kare – In Just 30 Seconds

Features Of VidMate For HD Video Downloading

  • High quality HD video download kar shakte hai.
  • Alag alag formate me video download kar shakte hai.
  • High quality music download kar sakte hai.
  • Unlimited full movie alag alg formate me download kar shakte hai.
  • Recommended TV shows bhi dekh shakte hai.
  • Bina rukawat ke Live TV bhi dekh shakte hai.

Vidmate App Download Kiase Kare?

Agar aap ko Vidmate App Google Play Store me nahi mil raha hai. To aap tension na le. Mai niche vidmate ka official link share karne ja raha hu. To der kis baat ki chaliye suru karte hai.

Sab se pahle aap Vidmate App Download karne ke liye ish Link par click kare. Clcik karte hi aap ke liye vidmate app download hona start ho jayega. Jab app download ho jaye to apne smartphone me install kar le.

Asha karta hu aap ne bhi apne smartphone me vidmate app download kar ke install kar liya hoga. Vidmate ko open karte hi aap ko vidmate ka home page dikhae dega. Jaisa ki aap niche ki screenshot me dekh pa rahe hai.

Vidmate ka home page

Yaha aap apne man pasand ka koe bhi video ya audio bahut hi aasani se download kar shakte hai. Chaliye ab mai aapko vidmate app se video download karne ka tarika bata deta hu.

Youtube Video Mobile Me Kaise Download Kare

Vidmate dwara aap Youtube viedo ko do tarah se download kar shakte hai. Pahla kudh vidmate dwara aur dusra direct Youtube se. Mai ish article me aap ko dono takiko se download karna batawga.

Also Read : 3G Mobile Me 4G Sim Kaise Chalaye – Jane Secret Tricks

Vidmate App Se Youtube Video Kaise Download Kare?

Youtube video vidmate app dwara download karne ke liye. Sab se pahle aap vidmate app ko open kare. Aur Youtube ki button ke upper click kare.

Yaha aap samne bahut sari video aa jayegi. App jis bhi video ko download karna chahte hai. Us video ke pass diye huwe download icon ki button ke upper click kare.

Agar aap koe video search kar ke download karna chahte hai. To aap search box me us video ka naam type kar ke search kar shakte hai. Aur download ki button ke upper click kar ke us video ko download kar shakte hai.

Youtube se jo viedo download karna hai search box me type kare

Download ki button ke upper click karte hi. App ke samne video download karne ka option aa jayege. Yaha aap jis bhi quality me video download karna chahte hai choose kar shakte hai.

Apna viedo formate select kare

Apna video formate choose karne ke baad. Jab aap download ki button ke upper click karge. To aap ki video downloading me lag jayegi.

Viedo Downloading in Vidmate

Video download ho jane ke baad. App us viedo ko apne smartphone me dekh payege.

Youtube Se Direct Vidmate Dwara Video Kaise Download Kare?

Sabse pahle aap apne mobile me youtube open kare. Aur jis bhi video ko download karna hai. Us video ko youtube me play kare.

Share ki button ke upper click kare

Play karte hi share ka open aayega. App ko bus us share ki button ke upper click karna hai. Click karte hi share a link ka option aa jayega. Jis me aap ko Vidmate app ko select karna hai. Vidmate ko select karte hi vidmate app open ho jayega. Aur aap ke samne Download ka option aa jayega. App apna video formate select kare aur download ki button ke upper click kar de.

To dekha aap ne youtube se video download karne ka tarika kitna aasan hai. Asha karta hu dosto ab aap ko pata chal gaya hoga ki. “Mobile me video kaise download kare”. Agar phir bhi video download karne me koe problem aati hai. To aap hume comment kar ke puch shakte hai. Hume aap ki madad kar ke bahut khushi hogi.

Also Read : Kya Dekh Kar Second Hand Mobile Kharide – Jane Tips and Tricks

Dosto aap ko mera yah post pasand aaya hai. To social media par jarur share kare. Aur ish tarah ke interesting updates ke liye. Humare Newsletter ko jarur subscribe kar le. Aaj ke liye dosto bus itna hi. Chalte chalet bus yahi kahuga aap apna aur apne pariwar ka khyal rakhe. Thank You.

Post Pasand Aayi Hai To – Please Share This Post On Social Media:

Share20
Tweet
Pin1
+1
21 Shares

Related Posts

Republic Day Shayari in hindi
गणतंत्र दिवस की शायरी – Best हिंदी कलेक्शन
Paisa Kamao App
ऑनलाइन पैसे कमाने वाले 5 बेस्ट एंड्राइड ऐप
Google play store se log out kaise kare
Google Play Store से Log Out कैसे करे?

About Mangal Gupta

Helpsinhindi.com
He is a Indian blogger and share useful content on this blog regularly. If you like his articles then you can share this blog on social media with your friends. Want learn more then Click Here

WHAT OTHERS ARE READING:

Blogger Template Ko Kaise Change Kare

Blog Par Template Kaise Upload Aur Change Kare

क्या आप सिम पर लिखे 19 नंबरों का राज जानते है

क्या आप सिम पर लिखे 19 नंबरों का राज जानते है?

Hostgator India Par Hosting Kaise Kharide

Hostgator India Par Hosting Kaise Kharide Full Guide

Reader Interactions

Comments

  1. priya says

    bahut hi achchhi jankari hai

    Reply
    • Mangal Gupta says

      Thanks… Keep visit…

      Reply

Share Your Comments & Feedback: Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Go! and Join Us

Facebook
Twitter
Pinterest
Instagram
Google+
Linkedin
YouTube
RSS Feed

फ़िलहाल में अपडेट हुआ पोस्ट

  • भारतीयों ने गूगल पर सबसे ज्यादा क्या सर्च किया, Google Trends 2018
  • Happy New Year 2019 शायरी की बेस्ट हिंदी कलेक्शन एप
  • Pan Card को आधार कार्ड से लिंक कैसे करे?
  • PF का पैसा घर बैठे ऑनलाइन कैसे निकले?
  • PF Balance और Passbook ऑनलाइन कैसे चेक करे?



कैटेगोरीस

  • Blogging
  • WordPress
  • Seo
  • Adsense
  • Tips And Tricks
  • Facebook
  • Earn Money Online
  • Whatsapp
  • Internet
  • Google
  • Youtube
  • Computer
  • Mobile
  • Web Hosting
  • Affiliate Marketing

Footer

LITTLE ABOUT BLOG AUTHOR

Hello guys, welcome to my blog Helps In Hindi. Mai Mangal Gupta ek Indian blogger hu. Maine ye website logo ki madad karne ke liye banaya hai. Hum yaha par apne audience ke liye hindi me internet se related jankari share karte hai.

Yaha par aap Make Money Online, Blogging, Youtube aur Start a New Website banane ke bare me aasani se sikh sakte ho.

SUBSCRIBE NEWS LETTER

Agar aap chahate hai ki humare blog pe koe bhi new post publish hote hi. Aap ke email address par notification mil jaye. To aap abhi hamare blog ko subscribe kar lijiye.

MOST POPULAR POST

  • किसी दुसरे की Phone Call अपने मोबाइल में सुने.
  • किसी भी Mobile Number की Call Details निकाले.
  • Android Phone के 20 Common Problems With Solution.

Let’s contact with us

Copyright © 2018 - Helps In HindiAbout UsContact UsPrivacy PolicyDisclaimerSitemap